tun bajawegi kaisi bansuri albeli tu jasomati chhori
tun bajawegi kaisi bansuri albeli tu jasomati chhori
Dayalnath Maharaj
MORE BYDayalnath Maharaj
tuuñ bajāve.gī kaisī bāñsurī albelī tū jasomati chhorī
ek gopī neñ muguT liyā hai ek sakhī le ga.ī pāmarī
ek murlī karkī le bhāgī ek motanmālā torī
pītāmbar ek sakhī le ga.ī aas paas sab de de taarī
saras banī hai nand kī larkī kahat khijāvat sab naarī
rādhājū ke charan kamal par siis namāo karjorī
tab chhorū devnāth 'dayālu' kaho tum jiite ham haarī
tun bajawegi kaisi bansuri albeli tu jasomati chhori
ek gopi nen muguT liya hai ek sakhi le gai pamari
ek murli karki le bhagi ek motanmala tori
pitambar ek sakhi le gai aas pas sab de de tari
saras bani hai nand ki larki kahat khijawat sab nari
radhaju ke charan kamal par sis namao karjori
tab chhoru dewnath 'dayalu' kaho tum jite hum haari
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.