chaurasi mein phirte-phirte uttam nardeh paya
chaurāsī meñ phirte-phirte uttam nardeh paayā
bhūlā bhūlā phire divāna abhu samaj nā aayā
aaphi aapne saath sagālī dujā ko.u nahiñ aave
jaan bhūjhkar andhā hotā āḳhar kū pastāve
dhan maal jaatā yaaro paas kachhū nahiñ rahtā
haribhajanmoñ chitt na laage to khā baiThe gotā
khaviñd hamārā 'nāth' govindā pūrṇabrahma maiñ jaanā
haribhajan kī naubat baaje devnāth mastāna
chaurasi mein phirte-phirte uttam nardeh paya
bhula bhula phire diwana abhu samaj na aaya
aaphi aapne sath sagali duja kou nahin aawe
jaan bhujhkar andha hota aaKHar ku pastawe
dhan mal jata yaro pas kachhu nahin rahta
haribhajanmon chitt na lage to kha baiThe gota
khawind hamara 'nath' gowinda purṇabrahma main jaana
haribhajan ki naubat baje dewnath mastana
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.