Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

granth kaya beli - sacha satgur ram milawai sab kuchh kaya mahin dikhawai

Dadu Dayal

granth kaya beli - sacha satgur ram milawai sab kuchh kaya mahin dikhawai

Dadu Dayal

MORE BYDadu Dayal

    sāchā satgur raam milāve

    sab kuchh kaayā māhiñ dikhāve Tek

    kaayā māhaiñ sirjan-hār

    kaayā māhaiñ auñkār

    kaayā māhaiñ hai ākās

    kaayā māhaiñ dhartī paas

    kaayā māhaiñ pavan-parkās

    kaayā māhaiñ niir nivās

    kaayā māhaiñ sasihar suur

    kaayā māhaiñ bājai tuur

    kaayā māhaiñ tīnyūñ dev

    kaayā māhaiñ alakh abhev

    kaayā māhaiñ chāryūñ ved

    kaayā māhaiñ paayā bhed

    kaayā māhaiñ chāryūñ khānī

    kaayā māhaiñ chāryūñ baanī

    kaayā māhaiñ upje aa.ī

    kaayā māhaiñ mari mari jaai

    kaayā māhaiñ jaame marai

    kaayā maañh chaurāsī phare

    kaayā māhaiñ le autār

    kaayā māhaiñ bārambār

    kaayā māhaiñ raati din uday ast iktār

    'dādū' paayā param- kiiyā ekañkār

    sacha satgur ram milawe

    sab kuchh kaya mahin dikhawe Tek

    kaya mahain sirjan-haar

    kaya mahain aunkar

    kaya mahain hai aakas

    kaya mahain dharti pas

    kaya mahain pawan-parkas

    kaya mahain nir niwas

    kaya mahain sasihar sur

    kaya mahain bajai tur

    kaya mahain tinyun dew

    kaya mahain alakh abhew

    kaya mahain chaaryun wed

    kaya mahain paya bhed

    kaya mahain chaaryun khani

    kaya mahain chaaryun bani

    kaya mahain upje aai

    kaya mahain mari mari jai

    kaya mahain jame marai

    kaya manh chaurasi phare

    kaya mahain le autar

    kaya mahain barambar

    kaya mahain raati din uday ast iktar

    'dadu' paya param- kiya ekankar

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now