bagula - bhaktan son Dariye ri
bagulā - bhaktan soñ Dariye rī
ik pag ThaḌhe dhyān dharat haiñ dīn-mīn loñ kimi bachiye rī
uupar teñ ujjal rañg dīkhat hiye kapaT hiñsak lakhiye rī
inte dōrhi rahe bhalā.ī nikaT gaye phañdani phañsiye rī
'jugalpriyā māyāvī puure bhūli na in sañg pal basiye rī
bagula - bhaktan son Dariye ri
ek pag ThaDhe dhyan dharat hain din-min lon kimi bachiye ri
upar ten ujjal rang dikhat hiye kapaT hinsak lakhiye ri
inte doorhi rahe bhalai nikaT gaye phandani phansiye ri
'jugalpriya mayawi pure bhuli na in sang pal basiye ri
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.