Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

murli ke pad - bansi tum kawan guman bhari

Mirabai

murli ke pad - bansi tum kawan guman bhari

Mirabai

MORE BYMirabai

    bansī tum kavan gumān bharī

    apne tan par chhed parā.e baalā te bichhrī

    jāt-pāt huuñ torī maiñ jānūñ bankī lakrī

    'mīrāñ' ke parbhū girdhar-nāgar rādhā se jhagrī

    bansi tum kawan guman bhari

    apne tan par chhed parae baala te bichhri

    jat-pat hun tori main jaanun tu banki lakri

    'miran' ke parbhu girdhar-nagar radha se jhagri

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now