chhabi aavan mohanlāl kī
kāchhe kāchhani kalit murli kar piit pichaurī saal kī
bañk tilak kesar ko kīn.he dhuti māñauñ bidhu baal kī
bisarat nāhiñ sakhī mo man soñ chitvani nain bisāl kī
niikī hañsni adhar sadharni chhabi chhīnī suman gulāb kī
jalsoñ Daarī diyo pur.ini pai Dolani muktāmāl kī
aap mol bin molni Dolani bolani madan gopāl kī
ye sarūp nirkhai soi jainā yahi 'rahīm' ke haal kī
chhabi aawan mohanlal ki
kachhe kachhani kalit murli kar pit pichauri sal ki
bank tilak kesar ko kinhe dhuti manaun bidhu baal ki
bisarat nahin sakhi mo man son chitwani nain bisal ki
niki hansni adhar sadharni chhabi chhini suman gulab ki
jalson Dari diyo purini pai Dolani muktamal ki
aap mol bin molni Dolani bolani madan gopal ki
ye sarup nirkhai soi jaina yahi 'rahim' ke haal ki
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.