kyun baiThi hai ghafil itna ari diwani bholi
kyuuñ baiThī hai ġhāfil itnā arī divānī bholī
rañg meñ piyu ke aan rañgā le apnī saarī cholī
saath meñ lekar sakhī sahelī piyu se khel le holī
haath meñ dil ko piyā ke lā tū karke hañsī ThiTholī
kyun baiThi hai ghafil itna ari diwani bholi
rang mein piyu ke aan ranga le apni sari choli
sath mein lekar sakhi saheli piyu se khel le holi
hath mein dil ko piya ke la tu karke hansi ThiTholi
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 30)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.