taj hai har aari ke sar ka pir hamara shah mujib
taaj hai har aarī ke sar kā piir hamārā shaah mujib
ārif-e-kāmil shaiḳh-mashā.iḳh haq kā hai vah ḳhaas habīb
kaun hai tālib ḳhvān se uske milā na ho.e use nasīb
kyuuñ na shifā 'dildār' use ho jiskā aisā ho.e tabīb
taj hai har aari ke sar ka pir hamara shah mujib
aarif-e-kaamil shaiKH-mashaiKH haq ka hai wah KHas habib
kaun hai talib KHwan se uske mila na hoe use nasib
kyun na shifa 'dildar' use ho jiska aisa hoe tabib
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 9)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.