Khaaliq ko dekho KHilqat mein ho kis kis taur mein aaya hai
ḳhāliq ko dekho ḳhilqat meñ ho kis kis taur meñ aayā hai
kahīñ aadam ho kahīñ havvā ho kahīñ tūfāñ nuuh dikhāyā hai
kahīñ muusā ho kahīñ fir.auñ ho kahīñ qārūñ kā sarmāya hai
'dildār' ne har shai ke andar dildār ko apne paayā hai
KHaliq ko dekho KHilqat mein ho kis kis taur mein aaya hai
kahin aadam ho kahin hawwa ho kahin tufan nuh dikhaya hai
kahin musa ho kahin firaun ho kahin qarun ka sarmaya hai
'dildar' ne har shai ke andar dildar ko apne paya hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 24)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.