Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

kaam jahan ka ai dildar ye jaano sara phakkaD hai

Kavi Dildar

kaam jahan ka ai dildar ye jaano sara phakkaD hai

Kavi Dildar

MORE BYKavi Dildar

    kaam jahāñ ai dildār ye jaano saarā phakkaḌ hai

    āsmān jo khaḌā hai sar par bahut purānā makkaḌ hai

    khode ko jaḌ ḳhalq-e-jahāñ būjho āñdhī jhakkaḌ hai

    sulgā de hai aag balā jaise sulge lakkaḌ hai

    kaam jahan ka ai dildar ye jaano sara phakkaD hai

    aasman jo khaDa hai sar par bahut purana makkaD hai

    khode ko jaD KHalq-e-jahan ki bujho aandhi jhakkaD hai

    sulga de hai aag bala ki jaise sulge lakkaD hai

    Source :
    • Book : Dildar ke dohe (Pg. 23)
    • Author : Sant kavi dildar
    • Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
    • Edition : 1
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now