jisne pahchana zat ko apni jaana zat KHuda ki
jisne pahchānā zaat ko apnī jaanā zaat ḳhudā kī
baiThā jam.iyyat kar hāsil milī lazzat use baqā kī
huī zāhir sabhī haqīqat us par arzāñ garāñ bahā kī
'dildār' rahī nahīñ dahshat usko kuchh bhī daure samā kī
jisne pahchana zat ko apnī jaana zat KHuda ki
baiTha jamiyyat kar hasil mili lazzat use baqa ki
hui zahir sabhi haqiqat us par arzan garan baha ki
'dildar' rahi nahin dahshat usko kuchh bhi daure sama ki
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 29)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.