kyun baiTha hai aisa bhola kya aara ghar tera hai
kyuuñ baiThā hai aisā bholā kyā aarā ghar terā hai
kyā kuchh terī aql ga.ī hai yā kis hī ne mat pherā hai
jaane hai aare ko tū 'dildār' ki ye ghar merā hai
jald ḳhabar le ghar kī apne abhī to bahut saverā hai
kyun baiTha hai aisa bhola kya aara ghar tera hai
kya kuchh teri aql gai hai ya kis hi ne mat phera hai
jaane hai aare ko tu 'dildar' ki ye ghar mera hai
jald KHabar le ghar ki apne abhi to bahut sawera hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 26)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.