Font by Mehr Nastaliq Web

KHauz kiya to dekha humne daure falak ka ajab hai haal

Kavi Dildar

KHauz kiya to dekha humne daure falak ka ajab hai haal

Kavi Dildar

ḳhauz kiyā to dekhā ham ne daure falak ajab hai haal

kisī ko diyyā taaj murassā kisī ko diyyā taḳht se Daal

kisī ko ghar ghar bhīkh mañgāyā kisī ko baḳhshā daulat maal

socho to 'dildār' zarā hai haure falak meñ bharā zavāl

KHauz kiya to dekha hum ne daure falak ka ajab hai haal

kisi ko diyya taj murassa kisi ko diyya taKHt se Dal

kisi ko ghar ghar bhikh mangaya kisi ko baKHsha daulat mal

socho to 'dildar' zara hai haure falak mein bhara zawal

Source :
  • Book : Dildar ke dohe (Pg. 13)
  • Author : Sant kavi dildar
  • Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
  • Edition : 1
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now