Sufinama

jo aay duniya ke andar gaye yahan se sab bashad

Kavi Dildar

jo aay duniya ke andar gaye yahan se sab bashad

Kavi Dildar

MORE BYKavi Dildar

    jo aay duniyā ke andar gaye yahāñ se sab bāshād

    gayā sikandar daarā baaqī rahā nahīñ fir.aun shaddād

    gaye yahāñ se āshiq saare majnūñ ḳhusrav aur farhād

    aah banā.e jahāñ jitnī hai 'dildār' so hai barbād

    jo aay duniya ke andar gaye yahan se sab bashad

    gaya sikandar dara baqi raha nahin firaun shaddad

    gaye yahan se aashiq sare majnun KHusraw aur farhad

    aah banae jahan ki jitni hai 'dildar' so hai barbaad

    Source :
    • Book : Dildar ke dohe (Pg. 11)
    • Author : Sant kavi dildar
    • Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
    • Edition : 1
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now