dekhun hun ahwal jahan ka ajab tarah par hai haihat
dekhūñ huuñ ahvāl jahāñ kā ajab tarah par hai haihāt
jis ko nahīñ hai yak saa.at kā ai 'dildār' qarār sabāt
bharā huā hai jiske andar būjho to saarā āfāt
hai behtar tum chhoḌo uskī ulfat maaro us par laat
dekhun hun ahwal jahan ka ajab tarah par hai haihat
jis ko nahin hai yak saat ka ai 'dildar' qarar sabaat
bhara hua hai jiske andar bujho to sara aafat
hai behtar tum chhoDo uski ulfat maro us par lat
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 10)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.