de wo daru saqi hum ko fazl karam se apne aan
de vo daarū saaqī ham ko fazl karam se apne aan
idhar udhar se dil uTh jāvai piyā se apne lage dhyān
kulfat dil kā duur ho jaave baaqī rahe na kuchh armān
aan mile 'dildār' hameñ aisā koī ho jā sāmān
de wo daru saqi hum ko fazl karam se apne aan
idhar udhar se dil uTh jawai piya se apne lage dhyan
kulfat dil ka dur ho jawe baqi rahe na kuchh arman
aan mile 'dildar' hamein aisa koi ho ja saman
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 15)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.