aankh khol ke dekho to sab ek zat se gheri hai
aañkh khol ke dekho to sab ek zaat se gherī hai
jā se nuur huā hai din ko vā se raat añdherī hai
jā se raaja vā se parjā tā se raanī cherī hai
soch kaaro dildār kahāñ phir zaat hamārī terī hai
aankh khol ke dekho to sab ek zat se gheri hai
ja se nur hua hai din ko wa se raat andheri hai
ja se raja wa se parja ta se rani cheri hai
soch karo dildar kahan phir zat hamari teri hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 19)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.