bhaTka phirta hai kyon har su samjhao is mat mare ko
bhaTkā phirtā hai kyoñ har sū samjhāo is mat maare ko
maujūd hai har shai ke andar aa dekh banāne haare ko
phūñkā hai apnī ruuh setī maḳhlūq jahāñ ke saare ko
'dildār' vahī paave us ko jo haare nafs ammāre ko
bhaTka phirta hai kyon har su samjhao is mat mare ko
maujud hai har shai ke andar aa dekh banane haare ko
phunka hai apnī ruh seti maKHluq jahan ke sare ko
'dildar' wahi pawe us ko jo haare nafs ammare ko
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 18)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.