KHud-bin ke tum pas na baiTho wo haq se begana hai
ḳhud-bīñ ke tum paas na baiTho vo haq se begāna hai
sohbat us kī har daanā ko ġham ġhusse kā khānā hai
andhā ho masnad par baiThā zo.am meñ apne asthānā hai
har daanā ko nādāñ jaane ai 'dildār' divāna hai
KHud-bin ke tum pas na baiTho wo haq se begana hai
sohbat us ki har dana ko gham ghusse ka khana hai
andha ho masnad par baiTha zoam mein apne asthana hai
har dana ko nadan jaane ai 'dildar' diwana hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 21)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.