Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

ali wali hai sher KHuda ke hadi jinn-o-bashar ke

Kavi Dildar

ali wali hai sher KHuda ke hadi jinn-o-bashar ke

Kavi Dildar

alī valī hai sher ḳhudā ke haadī jinn-o-bashar ke

baab madīna-e-ilm ke haiñ yo vasī haiñ paiġhambar ke

shauhar hai hazrat zohra ke saaqī hai kausar ke

haiñge ai 'dildār' suno tum ham daasī haidar ke

ali wali hai sher KHuda ke hadi jinn-o-bashar ke

bab madina-e-ilm ke hain yo wasi hain paighambar ke

shauhar hai hazrat zohra ke saqi hai kausar ke

hainge ai 'dildar' suno tum hum dasi haidar ke

Source :
  • Book : Dildar ke dohe (Pg. 27)
  • Author : Sant kavi dildar
  • Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
  • Edition : 1
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now