sattar se sin ziyaada guzra ab kahiyo kya karna hai
sattar se sin ziyāda guzrā ab kahiyo kyā karnā hai
ġhaflat meñ guzre ye din dildār ab aage marnā hai
ab hone sakta nahīñ kuchh is baaqī din kā bharnā hai
sivā fazl-e-allāh ke ham ko kisī tarah nahīñ tarnā hai
sattar se sin ziyaada guzra ab kahiyo kya karna hai
ghaflat mein guzre ye din dildar ab aage marna hai
ab hone sakta nahin kuchh is baqi din ka bharna hai
siwa fazl-e-allah ke hum ko kisi tarah nahin tarna hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 25)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.