gar aankh teri hai dekh tu har chiz ke andar zahir hai
gar aañkh terī hai dekh tū har chiiz ke andar zāhir hai
mahbūb terā Tuk soch to tū har haal se tere māhir hai
har baat ke uupar qādir hai har chiiz setī vah tāhir hai
'dildār' hai vah rab aalam kā kyā momin hai kyā kāfir hai
gar aankh teri hai dekh tu har chiz ke andar zahir hai
mahbub tera Tuk soch to tu har haal se tere mahir hai
har baat ke upar qadir hai har chiz seti wah tahir hai
'dildar' hai wah rab aalam ka kya momin hai kya kafir hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 24)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.