uski izzat har ek jagah hai jis ke hath mein zar hai
us kī izzat har ik jagah hai jis ke haath meñ zar hai
zar vaalā afzal hai sab se zaat meñ gar kamtar hai
be-zar kī kuchh qadr nahīñ hai pesar nabī kā gar hai
ai 'dildār' jahāñ ke andar jo kuchh hai so zar hai
us ki izzat har ek jagah hai jis ke hath mein zar hai
zar wala afzal hai sab se zat mein gar kamtar hai
be-zar ki kuchh qadr nahin hai pesar nabi ka gar hai
ai 'dildar' jahan ke andar jo kuchh hai so zar hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 28)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.