dil-jami kar kya baiTha hai suna nahin tune ye saut
dil-jam.ī kar kyā baiThā hai sunā nahīñ tuune ye saut
aayā hai qur.ān ke andar sab dam ko hai zāyqa-e-maut
jo ḳhilqat dildār hue haiñ saare ho jāveñge faut
ek rahegā aizd-e-bechūñ jis se hai ḳhilqat ko gaut
dil-jami kar kya baiTha hai suna nahin tune ye saut
aaya hai quran ke andar sab dam ko hai zayqa-e-maut
jo KHilqat dildar hue hain sare ho jawenge faut
ek rahega aizd-e-bechun jis se hai KHilqat ko gaut
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 10)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.