Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

us Khaaliq ne KHilqat mein aakar kis kis tarah zuhur kiya

Kavi Dildar

us Khaaliq ne KHilqat mein aakar kis kis tarah zuhur kiya

Kavi Dildar

us ḳhāliq ne ḳhilqat meñ aakar kis kis tarah zuhūr kiyā

kahīñ aag ko gulshan aan kiyā kahīñ aan tajallī tuur kiyā

kahīñ rahm se rāhim kahlāyā kahīñ jābir ho mash.hūr kiyā

'dildār' kahī mauhtāj kiyā kahīñ qaisar kahi faġhfūr kiyā

us KHaliq ne KHilqat mein aakar kis kis tarah zuhur kiya

kahin aag ko gulshan aan kiya kahin aan tajalli tur kiya

kahin rahm se rahim kahlaya kahin jabir ho mashhur kiya

'dildar' kahi mauhtaj kiya kahin qaisar kahi faghfur kiya

Source :
  • Book : Dildar ke dohe (Pg. 7)
  • Author : Sant kavi dildar
  • Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
  • Edition : 1
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now