samjho to Khaaliq ne baKHsha kya kya hai saman tumhein
samjho to ḳhāliq ne baḳhshā kyā kyā hai sāmān tumheñ
aañkh diyā hai dekhe ko band nek sune ko kaan tumheñ
paañv diyā aur haath diyā muñh meñ baḳhshā hai zabān tumheñ
shukr kaaro 'dildār' tum uskā baḳhshā jisne jaan tumheñ
samjho to KHaliq ne baKHsha kya kya hai saman tumhein
aankh diya hai dekhe ko band nek sune ko kan tumhein
panw diya aur hath diya munh mein baKHsha hai zaban tumhein
shukr karo 'dildar' tum uska baKHsha jisne jaan tumhein
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 16)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.