kis kis tarah se Khaaliq ne qudrat apni dikhlaya hai
kis kis tarah se ḳhāliq ne qudrat apnī dikhlāyā hai
kar ḳhaak se paidā aadam ko havvā sā juft banāyā hai
us se sab ḳhilqat paidā kar ke rañg rañg raah batāyā hai
'dildār' ye paidā ḳhaak se kar phir ḳhaak ke beach milāyā hai
kis kis tarah se KHaliq ne qudrat apnī dikhlaya hai
kar KHak se paida aadam ko hawwa sa juft banaya hai
us se sab KHilqat paida kar ke rang rang rah bataya hai
'dildar' ye paida KHak se kar phir KHak ke beach milaya hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 27)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.