ai dildar kahan tak apna dukh aur dard sunaoge
ai 'dildār' kahāñ tak apnā dukh aur dard sunāoge
raag malār ġhamoñ kā apne kahāñ talak ke gāoge
is bastī ke bas-o-bās meñ ro ro rain gavāoge
is nagrī se kuuch karoge tab hī jā sukh pāoge
ai 'dildar' kahan tak apna dukh aur dard sunaoge
rag malar ghamon ka apne kahan talak ke gaoge
is basti ke bas-o-bas mein ro ro rain gawaoge
is nagri se kuch karoge tab hi ja sukh paoge
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 20)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.