mahal banaya uncha sa aur chaar taraf se ghera hai
mahal banāyā ūñchā sā aur chaar taraf se gherā hai
takya de masnad par baiThā ye jaanā ghar merā hai
ye nahīñ jaanā fauj qazā kar sar par kiye Derā hai
gah tārāj karegā phir 'dildār' kahāñ ghar terā hai
mahal banaya uncha sa aur chaar taraf se ghera hai
takya de masnad par baiTha ye jaana ghar mera hai
ye nahin jaana fauj qaza kar sar par kiye Dera hai
gah taraj karega phir 'dildar' kahan ghar tera hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 22)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.