bahar aa ke bhul gaye hain ghar ko apne ye kambaKHt
bāhar aa ke bhuul gaye haiñ ghar ko apne ye kambaḳht
koi piye sarmast paḌhā hai koī kahe de bhar bhar tasht
koi sanam ko puuje baiThā koī huā hai aag parast
ham to ai 'dildār' hue haiñ roze azal se mast alast
bahar aa ke bhul gaye hain ghar ko apne ye kambaKHt
koi piye sarmast paDha hai koi kahe de bhar bhar tasht
koi sanam ko puje baiTha koi hua hai aag parast
hum to ai 'dildar' hue hain roze azal se mast alast
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 9)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.