Sufinama

daulat par maghrur na ho tu duniya hai ek KHwab KHayal

Kavi Dildar

daulat par maghrur na ho tu duniya hai ek KHwab KHayal

Kavi Dildar

MORE BYKavi Dildar

    daulat par maġhrūr na ho duniyā hai ik ḳhvāb ḳhayāl

    ḳhush hote haiñ dekheñ jaise ḳhvāb ke andar daulat maal

    aañkh khulī to kuchh nahīñ paayā dekhā apnā vahī hai haal

    daanā ḳhush hotā hai kab 'dildār' jahāñ dekh kamāl

    daulat par maghrur na ho tu duniya hai ek KHwab KHayal

    KHush hote hain dekhen jaise KHwab ke andar daulat mal

    aankh khuli to kuchh nahin paya dekha apna wahi hai haal

    dana KHush hota hai kab 'dildar' jahan ka dekh kamal

    Source :
    • Book : Dildar ke dohe (Pg. 13)
    • Author : Sant kavi dildar
    • Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
    • Edition : 1
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now