aankh agar hai dekh to tu zahir hai haq ki qudrat
aañkh agar hai dekh to tū zāhir hai haq kī qudrat
falak ke nīche zamīñ ke uupar kyā kyā kiyā hai san.at
kyā kyā paidā kiyā hai sūrat kyā kyā kiyā hai ḳhilqat
samjho to 'dildār' kahe haiñ zarā ise ai hazrat
aankh agar hai dekh to tu zahir hai haq ki qudrat
falak ke niche zamin ke upar kya kya kiya hai sanat
kya kya paida kiya hai surat kya kya kiya hai KHilqat
samjho to 'dildar' kahe hain zara ise ai hazrat
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 9)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.