sai mein daulat hashmat ki kyun waqt ko apne khota hai
sa.ī meñ daulat hashmat kī kyuuñ vaqt ko apne khotā hai
gardish se aflāk kī kyuuñ muñh Dhāñk ke apnā rotā hai
jo qismat par shākir hai so Taañg pasār ke sotā hai
hotā hai 'dildār' vahī jo kuchh qismat meñ hotā hai
sai mein daulat hashmat ki kyun waqt ko apne khota hai
gardish se aflak ki kyun munh Dhank ke apna rota hai
jo qismat par shakir hai so Tang pasar ke sota hai
hota hai 'dildar' wahi jo kuchh qismat mein hota hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 21)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.