khet ko man ke prem ke hal se jot ke chauki dard ki khinch
khet ko man ke prem ke hal se jot ke chaukī dard kī khīñch
ghāñs duī kī khod ke saarā kar vahdat kī kado kiich
daana yaad kā bo kar ai 'dildār' fanā kā paanī sīñch
hogā hāsil behtar is kā ḳhalal na hogā iske beach
khet ko man ke prem ke hal se jot ke chauki dard ki khinch
ghans dui ki khod ke sara kar wahdat ki kado kich
dana yaad ka bo kar ai 'dildar' fana ka pani sinch
hoga hasil behtar is ka KHalal na hoga iske beach
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 10)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.