tan mein KHirqa pahan riya ka ghar par shaiKH kahae
tan meñ ḳhirqa pahan riyā kā ghar par shaiḳh kahā.e
va.az nasīhat kar sabhoñ ko jaal meñ apne laa.e
daulat hashmat jamā kiyā din rūkhī khā bahlā.e
āḳhir kī 'dildār' na kuchh ghun dil meñ apne laa.e
tan mein KHirqa pahan riya ka ghar par shaiKH kahae
waz nasihat kar sabhon ko jal mein apne lae
daulat hashmat jama kiya din rukhi kha bahlae
aaKHir ki 'dildar' na kuchh ghun dil mein apne lae
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 21)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.