jis mein hoe sukhi bhala so kar le ai madhmata
jis meñ ho.e sukhī bhalā so kar le ai madhmātā
kahnā merā dil meñ tere kuchh bhī nahīñ samātā
vaqt paḌe par bhaa.ī beTā kaam kuī nahīñ aatā
haigā ai 'dildār' unhoñ se jiite jī kā naata
jis mein hoe sukhi bhala so kar le ai madhmata
kahna mera dil mein tere kuchh bhi nahin samata
waqt paDe par bhai beTa kaam kui nahin aata
haiga ai 'dildar' unhon se jite ji ka nata
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 8)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.