des haqiqat ke jaane ko bahut biradar KHatra hai
des haqīqat ke jaane ko bahut birādar ḳhatra hai
jagah jagah gūñthī paḌtī hai jagah jagah meñ katrā hai
jagah jagah dildār hai bastī jagah jagah meñ patrā hai
rāh-numā ke sañg ho jaave nahīñ to phir bal-bakrā hai
des haqiqat ke jaane ko bahut biradar KHatra hai
jagah jagah gunthi paDti hai jagah jagah mein katra hai
jagah jagah dildar hai basti jagah jagah mein patra hai
rah-numa ke sang ho jawe nahin to phir bal-bakra hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 20)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.