Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

sadhna ka phal - ami ki barkha hui bhaari bhinj rahi atar sut pyari

Shaligram

sadhna ka phal - ami ki barkha hui bhaari bhinj rahi atar sut pyari

Shaligram

MORE BYShaligram

    amī barkhā huī bhārī bhīñj rahī atar sut pyārī

    sajī jahñ tahñ kañvlan kyārī shabd gul phūlī phulvārī

    vāsnā tyāgī sansārī magan hoy chḌhat adhar pyārī

    gagan guru darsan kiinā huā man charan adhīnā

    sunn chaḌh nirkhi ujiyārī milī hansan sañg kar yaarī

    bhañvar dhan laag rahī taarī milā phir satt sabd saarī

    dayā 'rādhāsvāmī' ko bhārī saran de charan lagāyā

    ami ki barkha hui bhaari bhinj rahi atar sut pyari

    saji jahn tahn kanwlan kyari shabd gul phuli phulwari

    wasna tyagi sansari magan hoy chDhat adhar pyari

    gagan guru darsan kina ri hua man charan adhina ri

    sunn chaDh nirkhi ujiyari mili hansan sang kar yari

    bhanwar dhan lag rahi tari mila phir satt sabd sari

    daya 'radhaswami' ko bhaari saran de charan lagaya ri

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now