Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

lawani - piya daras bina didar dard dukh bhaari

Tulsi Sahib Hathras Wale

lawani - piya daras bina didar dard dukh bhaari

Tulsi Sahib Hathras Wale

MORE BYTulsi Sahib Hathras Wale

    piyā daras binā dīdār dard dukh bhārī

    bin satgurū ke dharg jīvan sansārī

    kyā janam liyā jag māhiñ muul nahi jaanā

    pūran pad ko chhāḌi kiyā julmānā

    jug jug meñ jīvan maran aaj nar dehī

    sukh sampati meñ paar purūsh nahi se.ī

    jag meñ rahnā din chaar bahuri marnā

    bin satgurū ke dharg jīvan sansārī

    piya daras bina didar dard dukh bhaari

    bin satguru ke dharg jiwan sansari

    kya janam liya jag mahin mul nahi jaana

    puran pad ko chhaDi kiya julmana

    jug jug mein jiwan maran aaj nar dehi

    sukh sampati mein par purush nahi sei

    jag mein rahna din chaar bahuri marna ri

    bin satguru ke dharg jiwan sansari

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now