kal KHaanqaah me.n thii haalat 'ajiibn taarii

jo thaa so chashm-e-pur-nam apnaa thaa yaa paraayaa
duniyaa se uTh ga.e sab jo the muriid-e-saadiq
ye kah ke shaiKH kaa dil be-saaKHta bhar aayaa
ham ne kahaa muriidii baaqii rahii na piirii
ye kah ke ham bhii roye aur us ko bhii rulaayaa

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.