Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

hum ye kahte the ki ahmaq ho jo dil ko dewe

Khwaja Meer Dard

hum ye kahte the ki ahmaq ho jo dil ko dewe

Khwaja Meer Dard

MORE BYKhwaja Meer Dard

    hum ye kahte the ki ahmaq ho jo dil ko dewe

    dekhen to chhin le dil hum se wo kaun aisa hai

    so ab ek shaKHs ke hai zer-e-qadam sar apna

    sach kaha hai ki baDe bol ka sar nicha hai

    hum ye kahte the ki ahmaq ho jo dil ko dewe

    dekhen to chhin le dil hum se wo kaun aisa hai

    so ab ek shaKHs ke hai zer-e-qadam sar apna

    sach kaha hai ki baDe bol ka sar nicha hai

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 19)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now