dil-e-asiir ko Gam kaa mire gavaah na kar
dil-e-asiir ko Gam kaa mire gavaah na kar
mirii ummiid kii duniyaa hai ye tabaah na kar
tamaam yaas bhii kul zauq-e-zindagaanii hai
milii hai saa.ns kii fursat tujhe to aah na kar
dil-e-asiir ko Gam kaa mire gavaah na kar
mirii ummiid kii duniyaa hai ye tabaah na kar
tamaam yaas bhii kul zauq-e-zindagaanii hai
milii hai saa.ns kii fursat tujhe to aah na kar
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.II (Pg. 265)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.