ban ke dushman-sifaat ne maaraa
ban ke dushman-sifaat ne maaraa
mujh ko KHud merii zaat ne maaraa
kyaa kahuu.n kis adaa pe de dii jaan
aap kii baat baat ne maaraa
muntashir qaum kaa hai shiiraaza
qissa-e-zaat-paat ne maaraa
ban ke dushman-sifaat ne maaraa
mujh ko KHud merii zaat ne maaraa
kyaa kahuu.n kis adaa pe de dii jaan
aap kii baat baat ne maaraa
muntashir qaum kaa hai shiiraaza
qissa-e-zaat-paat ne maaraa
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.XI (Pg. 261)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.