shiiraaza-e-hayaat pareshaan ho gayaa
shiiraaza-e-hayaat pareshaan ho gayaa
ye marhala bhii lapeTii se aasaan ho gayaa
mere jahaan-e-dil ko to honaa hii thaa KHaraab
un kii bhii ik nigaah kaa nuqsaan ho gayaa
shiiraaza-e-hayaat pareshaan ho gayaa
ye marhala bhii lapeTii se aasaan ho gayaa
mere jahaan-e-dil ko to honaa hii thaa KHaraab
un kii bhii ik nigaah kaa nuqsaan ho gayaa
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.I (Pg. 237)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.