kaun sii ye manzil hai kis kaa ye Thikaana hai

Mahmood Alam Hussaini
MORE BYMahmood Alam Hussaini
kaun sii ye manzil hai kis kaa ye Thikaana hai
sar miraa KHamiida hai kis kaa aastaana hai
diid ke manaazil me.n suurat kii haqiiqat kyaa
jis ke chashm-e-abruu me.n gardish-e-zamaana hai

- Book : Khammaar (Pg. 46)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.