shii’aa-sunnii hai.n maa'rka-aaraa
shii’aa-sunnii hai.n maa'rka-aaraa
lucknow ban rahaa hai markaz-e-ja.ng
mas.ala kis qadar aham hai ye
jis se dono.n kii 'aafiyat hai ta.ng
marhabaa ai dilaa daraa.n qaum
KHuub raushan kiyaa hai naam-o-na.ng
shii’aa-sunnii hai.n maa'rka-aaraa
lucknow ban rahaa hai markaz-e-ja.ng
mas.ala kis qadar aham hai ye
jis se dono.n kii 'aafiyat hai ta.ng
marhabaa ai dilaa daraa.n qaum
KHuub raushan kiyaa hai naam-o-na.ng
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.I (Pg. 95)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.