jo ho salaam kaa taalib use salaam na kar
jo ho salaam kaa taalib use salaam na kar
ziyaada had se salaatiin kaa ehtiraam na kar
jo tere saamne aataa hai shukr kar le le
tuu mehmaa.n hai yahaa.n fikr-e-intizaam na kar
jo ho salaam kaa taalib use salaam na kar
ziyaada had se salaatiin kaa ehtiraam na kar
jo tere saamne aataa hai shukr kar le le
tuu mehmaa.n hai yahaa.n fikr-e-intizaam na kar
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.XI (Pg. 229)
- Author : तज़्किरा-ए-शो’रा-ए-उत्तर प्रदेश जिल्द ग्यारहवी
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.