kahaa.n mai.n kahaa.n aap kaa aastaana
kahaa.n mai.n kahaa.n aap kaa aastaana
kabhii dard kabhii ye jabii.n dekhtaa huu.n
shab-e-hijr rah-rah ke teraa tasavvur
jahannam me.n KHuld-e-barii.n dekhtaa huu.n
usii dil me.n hai.n terii sab jalva-gaahe.n
yahii.n aasmaan-o-zamii.n dekhtaa huu.n

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.