Font by Mehr Nastaliq Web

hamaare qatl par zaalim ye saamaa.n

Wasi Phulwarwi

hamaare qatl par zaalim ye saamaa.n

Wasi Phulwarwi

MORE BYWasi Phulwarwi

    hamaare qatl par zaalim ye saamaa.n

    KHudaa haafiz kahaa.n taab-o-tavaa.n hai

    ye zulf-o-Gamza-e-abr-o-mizhgaa.n

    kamand-o-tiir-o-shamshiir-o-sinaa.n hai

    tire majnuu.n kii haalat kyaa kahe.n ham

    kabhii yahaa.n to phir gaah-e-vahaa.n hai

    'vasii' aage na kar kuchh ziyaada ab fikr

    tirii raushan-bayaanii sab 'ayaa.n hai

    hamaare qatl par zaalim ye saamaa.n

    KHudaa haafiz kahaa.n taab-o-tavaa.n hai

    ye zulf-o-Gamza-e-abr-o-mizhgaa.n

    kamand-o-tiir-o-shamshiir-o-sinaa.n hai

    tire majnuu.n kii haalat kyaa kahe.n ham

    kabhii yahaa.n to phir gaah-e-vahaa.n hai

    'vasii' aage na kar kuchh ziyaada ab fikr

    tirii raushan-bayaanii sab 'ayaa.n hai

    Source :
    • Book : Al-Mujeeb, Phulwari Sharif (Pg. 47)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now