khelungi main hori tumhre sath
khelūñgī maiñ horī tumhre saath
more umge joban haiñ jiyā hulsāt
ab mohe kuchh laaj nahīñ hai
chāhe dinā ho chāhe raat
bharā joban meñ kai bidh rākhūñ
chain parat nāhīñ jiyā ghabrāt
'ḳhalīl' piyā ab maan le morī
ab to bahut hai man lalchāt
khelungi main hori tumhre sath
more umge joban hain jiya hulsat
ab mohe kuchh laj nahin hai
chahe dina ho chahe raat
bhara joban mein kai bidh rakhun
chain parat nahin jiya ghabraat
'KHalil' piya ab man le mori
ab to bahut hai man lalchat
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.